kashish
Kyu rakhoon main ab apni kalam mein syahi,
Jab koi armaan dil mein machalta hi nahi,
Na jane kyun sabhi shak karte hain mujh par,
Jab koi sukha phool meri kitab mein milta hi nahi.
Kashish to bahaut thi mere pyar mein magar
Kya karoon koi pathar dil pighalta hi nahi,
Agar khuda mile to us se apna pyar mangunga,
Par suna hai wo marne se pehle milta hi nahi.

No comments:
Post a Comment